FUNDAMENTAL RIGHTS

Sanstha - Samata Charitable Trust

 

Jagrik ka naam - Kewat Bharat aur Mevada Gems

 

Task  ka naam - FR1CG1

 

Anubhav - Samvidhan amukh  or logo school teacher principle  samaj leader Rai  26 January 1950 samvidhan bandharan lagu huva  , 26 November 1949 badharan sabha me pratt huva , bharat ke nagrik desh vashio ke liye samman kanun banaya gya , public service samanta,  untouchability abolecen , svatantrata ka adhikar ,bolane abhivikti writing speeches sabha organisation banana  business danda karana Individual right guna ke same raksha ka adhikar ,  doshit ko raksan milane ka adhikar ,   koi bhi  dharam ka palan karne ka adhikar, uske prachar pasar karne ka adhikar,

Mulbhut fraz 1976 lagu huva sovets sang se prana li , National flag la aadar  krna , public property ko protection karna , violence ka tayag karana, national freedom struggle ka saman krna , rashtya ki seva karna desh ka raksan karna  dharmik languages me bedh back nhi krna , Mahilao la aadar krna , Paryavaran ki  suraksha krna , river ped podho pakshi  ka suraksha krna ,  scientific  dristikon  rakhana , individual pravuti shestata hashil karana  , or 6 to 14 saal  bachho ke  mata pita ya vali ka farz hai ki unko shiksha dilaye  86 sudhara 2002 Amukh  first page important sarvabhom, samajwadi, binsampraday , lokshahi prajasakta  rachana har nagrik ke liye Niyay samajik arthik and rajanaitik ,  svatantrata vichar

 

Padkaar - Yaha sari information ikhata krne me hume bhot mushkil hui or samvidhan samajh ne me bhi mushkil hui or school me hume yah chart paper notice board pr nhi lagaya or sirf class me hi lagaya yaha padkaar hui.

 

Sikh - Hume samvidhan ke baare me itna saara jaan ne ko mila or humne dusro baccho ke sath bhi yah sara knowledge share kiya