FUNDAMENTAL DUTIES

Sanstha - Samata Charitable Trust

 

Jagrik ka naam -  Devasi  Manish  aur  Purohit  Manish  9th  class   Saraswati school

 

Task ka naam -  FR4CG1

Apne ghar ke sabhi sadasyo dwara prayog kiye jane wale pani ki matra mapiye 20% ki kami laiye aur apne RWA  / panchayat /School prabhandat samiti / baal panchayat se apne shetra me jal savrakshan par aapke drishtikon ka prayog krne ke baare me prayog kijiye .

 

 

Anubhav - 20%  pani ki bachat ke liye bacho ne apne bado se baat ki ke him kese pani baccha sakte hai jese ki jab brush krne jaye to tap bina faltu chalu na rakhe or bartan dhone ke samay bhi pani ki bachat kr sakte hai or jo hum chawal ya dal ko dhone ke liye jo pani bachta hai wo hum ped podhe me daal sakte hai  or jab hum nahane jaye to shower ka use na kre or bucket me pani lekar nahaye 20 %  pani bacha  ne ka pryog ka drishtikon humne saraswati school ke prabhadak samiti se charcha ki .

 

Padkaar  - Humare bade log samjh nhi paa rhe the or baar baar bhul jaa rhe the to hime yaad dilana padta tha yaha mushkile aayi hume.

 

Sikh - Hume yahi sikh mili ke is habits bhot logo ko help mil sakti hai or prakruti ki suraksha hui or hum pani ki importance hume pata chala.